Hydrotherapy Me Banaye Behatarin Career
Pani Kai Rogo Ko Thik Karane Ki
Capacity Rakhata Hain. Yadi Ap Water Se Sambandhit 'Hydrotherapy' Me Career
Banana Chahate Hain,To Yah Ek Sahi Nirnay Hoga.
Hydrotherapist Kya Hota Hain? What’s Hydrotherapist?
Hydrotherapy Ek Jal Upchar
Chikitsa Hain, Jiske Antargat Rogo Ka Ilaj (Treatment) Karane Ya Health Ko
Behatar (Superior) Banaye Rakhane Ke Liye Pani Ka Upyog Taral, Barf (Ice) Aur
Vasp(Vapor)Ke Rup Me Kiya Jata Hain. Hydrotherapy Dabd Ko Greek Sabd Se Liya
Gya Hain. Sadiyo Se Kai Parmaparik Bimariyo(Disease) Aur Choto (Sore) Ke
Ilag Ke Liye Hydrotherapy Ka Istemal Kiya Ja Rha Hain. Hydrotherapy Ko
Neturophathy, Vyavsayik ( Occupational) Chikitsa(Therapy) Physiotherapy Ke Ans
Ke Rup Me Bhi Jana Jata Hain.
Hydrotherapist Ka Kam Kya Hota Hain?What Is Work Of Hydrotherapist?
Ek Hydrotherapist, Hydrotherapy
MeUpchar Vibhinn Tarike Apnata Hain, Masalan Thanda Snan, Bhap Snan( Bathe),
Tatsth Snan, Plawanshilata, Thanda Pack Etc.
Is Therapy Me Rogo Ke Dard Aur
Sharir Ke Vibhinn Vikar Hydropathyk Nuske Dwara Thik Kiye Ja Sakate Hain.
Manspesiya Ke Apvayay Ki Samsyaye Ya Kisi Gambhir Chot Se Ubarane Ke Liye
Physiotherapy Me Hydrotherapy Bhi Ek Takanik Hain, Jiska Samsyao Ke Nidan Ke
Liye Upyog Kiye Jate Hain. Yah Un Logo Liye Bahut Hi Faydemand Hain, Jinhe Jodo
Ka Dard Rahata Hain Athva Jo Gambhir Rup Se Sharirik (Physically) Biklangata Ka
Sikar Hote Hain.
Hydrotherapist Ke Course Details?
Kisi Bhi Kshetra Me
Snatak(Bachelor)
Ya Snatakottar (Postgraduate)
Upathi Rakhane Vale Ummidwar Hydrotherapy Se Sambhandhit Course Kar Sakate
Hain. Hydrotherapy Md Praman Patra Prapt Karane Ke Bad Aap Hydrotherapist
Ke Rup Me Apne Career Ki Suruaat Kar Sakate Hain.
Yadi Ap Bhaitik
Chikitsak(Doctor) Hain, To Apke Liye Hydrotherapy Praman Patra Prapt Karana Ek
Atirikt Labh Hoga. Ku6 Hi Bharatiy Sansthano Dwara Hydrotherapy Ke Course
Karvaye Jate Hain. Ku6 Sansthan Online Aur Distence Learning Program Ke Madhyam
Se Hydrotherapy Ke Course Karate Hain.
Eligibility Of Hydrotherapy Aur Course Ke Bare Me
Akhil Bharatiy Vakalpik
Chikitsa Patisad Nainital Hydrotherapy Me Tin Sal Ka Diploma Course Pradan
Karata Hain. Isame Pravesh Ke Abhiyarthi Ko Kisi Bhi Vishay We Barahavi
Uttirn(Pass) Anivary Hain. Bharatiy Vakalpik Chikitsa Board Kolkata, All India
Paira Medical Technology And Alternative Medicine Council Punjab, Hydrotherapy
Me Do Sal Ka Bachelor Degree Course, Ek Sal Ka Diploma Aur Six Month Ka
Certificate Course Karate Hain. Isake Alava Ye Sansthan Bachelor's Liye
Hydrotherapy Me Do Sal Ka Post- Graduate Diploma Course Bhi Karate Hain.Isake
Alawa Ye Sansthan Bachelor Ke Liye Hydrotherapy Me Do Sal Ka Post Graduate
Diploma Course Bhi Karate Hain. Chhatisgarh University Hydrotherapy Me Ek Sal
Diploma Course Pradan Karta Hain. In Sabhi Pathaykramo Me Pravesh Ke Liye
Maximum Eligibility Barahavi Pass Hona Chahiye.
Hydrotherapy Ki Personally Qualities Kya Honi Chahiye?
Hydrotherapy Me Career Banane
Ke Liye Apko Pani Aur Pul Surksha Sambandhi Niyamo Ki Purn Jankari Honi
Chahiye. Any Peshevaro Ke Sath Team Me Kan Karane Ki Yogyata Ke Sath Sath-2
Behatar Communication Skill Aur Sunane Ki Capicity Ka Hona Jaruri Hain. Isake
Alawa Marij Ko Behatar Rup Se Sambhalane Ka Skill Hona Chahiye. Yadi
Hydrotherapist Apna Khud Ka Therapy Centre Chala Rha Hain,To Usame Dhairy Ka
Hona Avasayak Hota Hain.
Main Institute Of Education
Bharatiy Vakalpik Chikitsak
Board, Kolkatta
All India Paramedical
Technology And Alternative Medicine Council, Punjab
Akhil Bharatiy Vakalpik
Chikitsak Parishad, Nainital
Rojgar Ke Avasar
Hydrotherapy Ka Certificate
Prapt Karane Ke Baad Aap Reihebiation Centre,Fitness Aur Health Clinic, Health
Spa, Community Health Clinic, Physical Therapy Clinic, Burn Centre Aur Hospital
Me Rojgar Pa Sakate Hain. Isake Alava Badhate Spa Uddyog Me Spa Therapist,
Senior Therapist Aur Masaj Therapist Ke Pad Par Anubhavi Hydrotherapist
Bachelor Aur Diploma Holders Ki Avasayakta Hoti Hain.
How Does Make Career In Hydrotherapy- Hydrotherapy Me Career Kaise Banaye
Reviewed by Shubham Chauhan
on
अप्रैल 24, 2018
Rating:
कोई टिप्पणी नहीं: